Mika Singh Dukki Tikki Mp3 and Video - Emraan Mr Natwarlal

First Song From Movie Raja Natwarlal "Dukki Tikki" -  
Raja Natwarlal Movie Song By Mika Singh Dukki tikki is first upcoming song from Raja Natwarlal 2014 Hindi bollywood movie.After giving super hit songs Jumme ki raat and Veere di wedding Mika Singh Is all set to impress his fans by his new song "Dukki Tikki".Emraan Hashmi Movie will release on 28 August 2014.

Dukki tikki mp3 and Video





Song Details :

Song Name : Dukki Tikki
Movie Name : Raja Natwarlal 2014
Singer : Mika Singh
Lyrics  : unknown
Composer : ?
Starring : Humaima Malick, Emraan hashmi


:: Dukki Tikki Lyrics ::


Ho din saara maujein kare

Bin dulhe ki baraat mein
Chaahe naachega tu saath mein
Khud ki talaash ke
Zindagi ki taash ke
Hai patte tere haath mein
Dukki tikki bania begi badshah re
Panja chhakka bania begi badshah re


Bin dulhe ki baraat mein

Chaahe naachega tu saath mein
Khud ki talaash ke
Zindagi ki taash ke
Hai patte tere haath mein
Dukki tikki bania begi badshah re
Panja chhakka bania begi badshah re


Ho.. pairon ke bin paisa daude bhaage re

Chaahe ho jitna bhi ye thoda laage re
Pairon ke bin paisa daude bhaage re
Chaahe ho jitna bhi ye thoda laage re


Jitna tu aage bhaage utna ye peechhe re

Jitna tu peeche bhaage utna ye aage re
Chalti hai paise ki hi
Jhukta jahaan pyare
Seedhe karta saare kaare
Dukki tikki bania begi badshah re
O.. panja chhakka bania begi badshah re


Deti hai ye duniya sabhi ko mauka

Dhoka jo na dega to khayega dhoka
Deti hai ye duniya sabhi ko mauka
Dhoka jo na dega to khayega dhoka


Bas wohi seedha yahaan

Taana kaha maara jo
Sab se tu peeche chhoota
Dil se tu haara jo
Khul ke hai jeena to aao
Apni chalaa pyaare
Reh na pagle haare haare


Dukki tikki baniya begi badshah re

Panja chhakka baniya begi badshah re



:: Dukki Tikki Mp3 ::


Listen and Download Mika Singh Dukki Tikki Mp3
Emraan Hashmi Superhit Dialogues 
Share on Google Plus

About Unknown

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment

0 comments:

Post a Comment