Deewar Movie |
Dialogues By Amitabh Bachchan , megastar of Bollywood :
Amitabh Bachchan - Deewar Movie Dialogues |
1) Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata
2) Aaj khush to bahut hoge tum?
3) Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah ... haqeeqat ki chattanon se takraate hi toot jaate hain
4) Main jab bhi kisise dushmani mod leta hoon ... saste mehenge ki parvah nahi karta
5_) Jao pehle us aadmi ka sign lekar aao jisne mere haath pe yeh likh diya tha ... uske baad mere bhai tum jis kagaz pe kahoge main uspe sign kar doonga
6) Isse apni jeb mein rakh le Peter ... ab yeh taala main teri jeb se chabi nikaalkar hi kholoonga
7) Tumhari jaisi ladkiyan apna naam ... kapdon ki tarah badalti hai
Deewar Movie Dilogues - Amitabh Big B , Shashi Kapoor |
8) Jis kaam ke liye aapne mujhe rakha hai ... woh kaam kaise kiya jayega ... yeh soochna bhi mera kaam hai
11) Suna hai lift ki deewaaron ke kaan nahin hote
12) Meri maa mujhe wapas dedo
13) Uff tumhare ussool, tumhare adarsh ... kis kaam ke hai tumhare ussool ... tumhare saare ussoolon ko goond kar ek waqt ki roti nahi banayi ja sakti
14) Aaj mere paas buildingey hai, property hai, bank balance hai, bungla hai, gaadi hai ... kya hai, kya hai tumhare pass?
These are some most memorable & all time hit dialogues of Big B .
Dialogues by Shashi Kapoor :
Shashi Kapoor - Deewar Movie Dilogues |
1) Jab tak ek bhai bol raha hai, ek bhai sun raha hai ... jab ek mujrim bolega, ek police officer sunega
2) Mere paas maa haiZyada paisa aaye toh neend nahi aati ... neend aaye toh zyada paisa nahi aata
3) Bhai, tum sign karoge ya nahin?
4) Jis raaste par main chal raha hoon uska anjaam shayad bura bhi ho sakta hai ... lekin jis raaste pe tum chal rahe ho uska anjaam sirf bura hi hota hai bhai
5) Yeh duniya ek third class ka dibba ban gayi hai ... jagah bahut kam hai, musafir zyada
6) Car se aane waale aksar derr se aate hai
0 comments:
Post a Comment