King Of Romance Sharukh Khan All Romantic Love dialogues

sharukh khan romantic dialogues
List of all Bollywood Romantic Dialogues from Sharukh khan hit movies Mohabbatein , Jab tak hai jaan , DDLJ , Chalte Chalte , Baazigar , Baadshah . Om Shanti Om , kabhi alvida na kehna. Here you can view all romantic dialogues said by King Of Romance Sharukh Khan.









Sharukh Khan is the one and only actor in Indian Bollywood cinema who is known as "King of romance". He is also famous for the tag " Baadshah Of Bollywood". The Bollywood all time hit romantic hero has done movies with almost every hot and sizzling actress of Bollywood (katrina kaif , kareena kapoor , kajol , Sushmita Sen, anushka sharma , rani mukherjee ) . His movie "DDLJ" with kajol is one of the  most lovable and heart touching romantic movie of Bollywood  . The song "Tujhe dekha to ye jana sanam"  from DDLJ movie  , is one of the evergreen romantic song of Indian Bollywood cinema and sharukh ,  kajol jodi is best onscreen Bollywood Romantic Jodi.


Sharukh khan said many romantic dialogues /lines in Bollywood movies . Sharukh movies  DDLJ and Mohabbatein famous for its romantic dialogues. Here we have collected Top 20 Romantic Dialogues of Actor Sharukh Khan. Sharukh fans will surely love it. Have a look :)

Bollywood Movie Romantic Dialogues (top20)  :


Romantic Dialogues By Sharukh Khan :

Dialogue 1 : Duniya mein kitni hai nafratein ... phir bhi dilon mein hai chahatein ... mar bhi jayen pyar waale ... mit bhi jayen yaar waale ... zinda rehti unki mohabbatein

Dialogue 2 : Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho ... to puri kainath usse tumse milane ki koshish mein lag jaati haiKehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho ... to puri kainath usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai.

Dialogue 3 :Main aaj bhi usse utni hi mohabbat karta hoon ... aur is liye nahi ki koi aur nahi mili ... par is liye ki usse mohabbat karne se fursat hi nahi milti

Dialogue 4 : Mohabbat mein shartein nahi hoti ... toh afsoos bhi nahi hona chahiye

Dialogue 5 : Yadhaash bhi kitni ajeeb cheez hoti hai ... kis cheez ko poori zindagi bhoolne ki koshish karo, woh bhoolti nahi ... kabhi ek choti si cheez yaad karne ki koshish karo, toh yaad nahi aati

Dialogue 5 : Maine aaj tak sirf ek hi ladki se mohabbat ki hai ... aur zindagi bhar sirf us hi se karta rahoonga

Dialogue 6 : Pyar dosti hai ... agar woh meri sab se achchi dost nahin ban sakti, to main usse kabhi pyar kar hi nahi sakta ... kyunki dosti bina toh pyar hota hi nahin ... simple, pyar dosti hai

Dialogue 7 : Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai ... har mod aasaan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti ... par jab hum zindagi ka saath nahi chhodte ... phir mohabbat ka saath kyun chhodein

Dilogue 8 : Hum ek hi baar jeete hai, ek baar marte hai, shaadi bhi ek hi baar hoti hai ... aur pyar bhi ek hi baar hota hai

Dialogue 9 : Woh hai sabse bura ... woh hum insaano ke saath ajeeb tarah ke khel khelta hai ... woh ek ko doosre se pyar karwata hai, toh doosre ko teesre se, aur teesre ko kisi aur se

Dialogue 10 : Sarhad paar ek aisa shaksh hai ... joh aapke liye apni jaan bhi de dega

Dialogue 11 : Tumhari jaisi ladki ke saath, mere jaise ladke ka hona ... bahut zaroori hai

Dialogue 12  : Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai ... ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai

Dialogue 13) Mujhe darr toh bahut si cheezon se lagta hai ... par sabse zyada darr tumhe kho dene ke khayal se lagta hai

Dialogue 14: Kehdo ki tumhe nahi lagta ki hum dono ek doosre ke liye bane hai ... kehdo ki jab main tumse door jata hoon, tum mujhe palat kar nahi dekhti ... kehdo ki jab main tumhe choota hoon, tumhe kuch nahi hota ... kehdo ki is waqt tum meri baahon mein nahi aana chahti ... ek baar meri aankhon mein dekho aur aakhri baar kehdo ki tum mujhse pyar nahi karti

Dialogue 15: Yaad rakhna ki duniya ke kisi kone mein ek aadmi hai joh bahut khush hai ... kyun ki tum khush ho

Dialogue 16 : Teri aankhon ki namkeen mastiyan ... teri hasi ki beparwah gustakhiyan ... teri zulfon ki lehrati angdaiyan ... nahi bhoolunga main ... jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Dialogue 17 : Kya tumne kabhi bhi ... ek din ke liye bhi ... ek pal ke liye bhi ... mujhse pyar kiya tha?

Dialogue 18 : Nadi, nadi nahin jismein pani na ho ... hawa, hawa nahi jismein ravani na ho ... woh shaadi, shaadi nahi jismein prem kahani na ho

Dialogue 19 : Mujhe andhar aane ke liye mat kehna ... tumhe na nahi keh paonga ... andhar bhi nahi aa paonga

Dialogue 20 : Agar yeh tujhe pyar karti hai toh yeh palat ke dekhegi ... palat ... palat!
Share on Google Plus

About Unknown

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment

0 comments:

Post a Comment