
Song Details:
Song Title: Chaandaniya
Movie : 2 States (2014)
Singers: Mohan Kanan, Yashita Sharma
Music: Shankar Ehsaan Loy
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Starring: Arjun Kapoor, Alia Bhatt
Music Label : T-Series
Chaandaniya Song Lyrics :
Tujh bin sooraj mein aag nahi re
Tujh bin koyal mein raag nahi re
Chaandaniya toh barse
Phir kyun mere haath andhere lagde re
Haan tujh bin faagun mein faag nahi re
haan tujh bin jaage bhi jaag nahi re
Tere bina, o mahiya
Din dariya, rein jazeere lagde re
Adhoori adhoori adhoori kahani
Adhoora alvida
Yuhin yuhin reh na jaaye
Adhoore sadaa
Adhoori adhoori adhoori kahani
Adhoora alvida
Yuhin yuhin reh na jaaye
Adhoore sadaa
Ho chaandaniya toh barse
Phir kyun mere haath andhere lagde re
Kedi teri naarazgi gal sunle raaz ki
Jisme yeh kya hai khokli seepi
Rooh da moti hai tu
Garaz ho jitni teri badle mein jindi meri
Mere saare bikhre suron se
Geet piroti hai tu
||Chaandaniya Song Lyrics||
O mahiya, tere sitam, tere karam
Dono lutere lagde re
Tujh bin sooraj mein aag nahi re
Tujh bin koyal mein raag nahi re
Chaandaniya toh barse
Phir kyun mere haath andhere lagde re
Adhoori adhoori adhoori kahani
Adhoora alvida
Yuhin yuhin reh na jaaye
Adhoore sadaa
Adhoori adhoori adhoori kahani
Adhoora alvida
Yuhin yuhin reh na jaaye
Adhoore sadaa
Hoo .. na na na, na .. na na na
Phir kyun mere haath andhere lagde re
Tere bina, o mahiya
Din dariya, rain jazeere lagde re
||Chaandaniya Song Lyrics ||
0 comments:
Post a Comment